Breaking

Thursday, 29 August 2019

How To Make Money Online From Home in Hindi?

5 Ways To Make Money Online From Home in Hindi


Aaj Hum aapko batane wale hain ki ghar baithe online paise kame ke kuchh tips.
Jinse aap ghar baithe asani se kar sakte hain Halaki In kaamo ke alawa bhi Bahut
sara option hote hain lekin sahi direction aur saahi jankari na hone karan Confose ho jate hain.
Ek Business Farm ke hisab se Finance Se Jude kuchh aise kamm hai jinke jariye assani se paise kamaye ja sakte hain.
In kaammo karke har mahine paise kamaye ja sakte hain.

To aaiye Jaante hain ki kaun se wo kaam hai Jinko ghar baithe online karke Paise Kamaye ja Sakte hain.

1. Personel Finanace Advisor

Yah kaam aisa hai, ki jise aap kahi se karna chahe to kar sakte hain.
bas aapke pass mobile or computer hona jaruri hai. Is kaam me aap apna office kholne se lekarke kisi
company ke project basis pe kaam karna is kaam me samil hota hai. Is kaam me aapko client se milna travaling karna aur
confarence atend karna hota hai. Is kaam me aap Clients ko Financial Advise bhi de sakte hain. Is kaam ko karne ke liye
kuchh financial forms (wealthfront.com) ye website online kaam deti hai. jaha aap online kaam karke aap upto 27000 rupaye monthly kama
sakte hain.

Vertual Task: Ye Company Un logon ko apne sath kaam karne ka mauka deti hai, jo is kaam me professional hain.
Is kaam ko karne ke liye jaruri hai ki aapke Professional Digree ho. Yah jo kaam hai aapke achhe creative skill pe nirbhar karta hai.
Halanki is kaam ko karne ke liye koi khass experiance ki jarurat nhi hoti hai.   


2. Online Accountant

Aaj ke dino me Online accountant kaam bhi Demand me hai. aaj kal kuchh companiya in online accountat ka kaam karne ke liye aapko mauka de rahi hai.
ki aap un companiyon ke sath tieup karke aap unke account ko handale kar sake. Is kaam ko karnenke  liye company aapko 15 se 20 hajar tak ka salary
offer karti hain. iss kaam ko karne ke liye account ki jankari, professional digree or experiance hona jaruri hai.

Vertual Task: Is kaam me aapko Accounting software ki jankari honi chahiye. Bahut sare accounting software online maujud hai.
jisko use karke aap madad le sakte hain. http://jobs.mitula.in/jobs/home-based-accounting-india is ke jariye se wesite pe jake
online accounting ke kaam ki jankari le sakte hain.


3. Market Analyst Job

Yah ek aisa kaam hai jisko aap online kar sakte hain. Corporate Sector me iss kaam ka bahut demand hai, Market research analyst 
ka kaam aap as a Business ya to fir online kisi bhi company ke sath teiup karke kar sakte hain. Is kaam ko karne  ke liye aapko company ke product,
quality aur Rate me Customer ke feedback jankarke data dena hota hai. aap is kaam ko aaapna part time business bhi bana sakte hain. kisi Company se
project le karke ya to aap khud kar sakte hain ya employes se bhi kara sakte hain. MHI Global, ORBITAL WORLDWIDE in companiyon ke sath 
judkarke paise kamaye ja sakta hain.

Vertual Task: Is kaam me kya hota hai ki Research karke company ko Data aur customer ka feedback dena hota hai. is kaam me khass dhayan rakhna 
padta hai ki Product ki Quality ko lekarke Dusare Product se comprasion karne tak ka dhayan rakhna hota hai. Is kaam me companiya 20 to 30 hajar 
rupaye tak ka monthly salary deti hain.  


4. Online Graphic Designer

Graphic Designer ki hum baat kare to ajj kai Media House, Film aur Ads Agencies hai, jaha pe Graphic designer ke bahut demand hai. 
Is kaam me aap project ke hisab se Freelance kaam kar sakte hain. Is kaam me aapki jo salary ka range hota hai wo haota hai 10 se 18 hajar 
tak. 


Vertual Task: Is kaam ko karne ke liye aapko Graphic Designing se jude software aur latest software ki achha jankari honi chahiye 
aapke pass jo creative skill hai usko use karke aap apna business aage badha sakte hain.  


5. Application Software Developers Online Job

Aaj Ke Daur me Naye-Naye Features ke Android phone, Computer, Laptop, Tab Lagatar Launch Ho rahe Hain.
Aise me Naye aaps aur software davelopers ka demands bahut hai. Agar aap is kaam me aap profrssional hain to 
aapke business aur kaam me char chand laga sakte hain. agar aapko application developer ki kaam ati hai to aap online 
app devlop karke paise kama sakte hain. Kuchh companiya aise project deti hain. Jaise Mokriya.com bhi inmese ek aise company hai.
yaha companiya aapko app or software banane ke liye 20 se 30 hajar deti hai.    

No comments:

Post a Comment

Followers